Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


peetal ke ghal mein teetal baahar achchha ke bheetal ja poochh ke aao chital kya bole dai maa kya bole dai maa peetal ke ghal mein teetal baahar achchha ke bheetal ja poochh ke aao chital kya bole dai maa kya bole dai maa bhookha ho jab bhalu bhookha ho jab bhalu gud khaye ya aalu chuhiya ho jab chhoti halwa dein ya roti gay jo maange chaara gay jo maange chaara aadha dein ya saara murgi de jo anda main khaun ya panda aaye na samjh ke andal ye prashan hai bada patandal ja poochh ke aao bandal kya bole dai maa kya bole dai maa peetal ke ghal mein teetal baahar achchha ke bheetal ja poochh ke aao chital kya bole dai maa kya bole dai maa nanhi maina pahne nanhi maina pahne kitne bhaari gahne kitni halki nathni daale moti hathini kutta munh ko chaate kutta munh ko chaate ya tangon mein kaate bakra bandhe saadi ya badhne de daadhi ye soch na picha chhode kab tak koi mattha fode jao poochh ke aao ghode kya bole dai maa kya bole dai maa peetal ke ghal mein teetal baahar
itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar tere siwaa kisi ko naa laaya nighaah mein laakhon haseen aaye jawaani ki raah mein sadiyon se kar rahaa tha tumhaara hi intezaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar maine bhi tere vaaste kitne janam liye tab dil ke raaston pe jale pyaar ke diye ek din zaroor paaungi itna tha aitbaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar bekhud bana diya mujhe tere salaam ne jannat agar mile to naa loon tere saamne ye pyaar wo nasha hai ke jiska nahin utaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par
itna husn pe huzoor naa guroor kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye dil ke maaron ka khayaal kuchh zuroor kijiye dil ke maaron ka khayaal kuchh zuroor kijiye yun naa pheriye nazar mud ke dekhiye idhar kahiye jo bhi chaahiye itni arz hai magar jo hai aapke unhen yun naa door kijiye jo hai aapke unhen yun naa door kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye roko zulf ko yahin kaabu dil pe ab nahin ye deewana aapka zulfen chhoo naa len kahin yun naa ruth ke humen majboor kijiye yun naa ruth ke humen majboor kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye ye to jaante hain hum gussa tum nahin sanam jaate jaate aapke tab to ruk gaye kadam kahiye hai na dil ki baat kahiye hai na dil ki baat manzoor kijiye kahiye hai na dil ki baat manzoor kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye dil ke maaron ka khayaal kuchh zuroor kijiye dil ke maaron ka khayaal kuchh zuroor kijiye itna husn pe huzoor naa guroor kijiye
itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ki too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mera saath kahan tak dogi tum main des bides ka banjara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane main tab tak saath chaloon tere jab tak na kahe tu main haara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam
Itna Na Mujhse (Male)
itna na sata ke koi jaane o deewaane itna na sata ke koi jaane o deewaane aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane dil pe teer chhod ke yu door se na muskura door se na muskura aa meri tanhaaiyon ka raazdaar ban bhi ja raazdaar ban bhi ja abhi hai din bahaar ke to kyun na hum bhi pyaar ke bana lein aashiyaane itna na sata ki koi jaane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane tu paas bhi hai door bhi ye khwaab ya khayaal hai khwaab ya khayaal hai chain hai na bekali ajeeb dil ka haal hai ajeeb dil ka haal hai tu ek pal juda rahe to mera pyaar ye kahe guzar gaye zamaane itna na sata ki koi jaane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab to dil na maane o deewaane dil to dil zubaan bhi bas ek tera naam le ek tera naam le kadam hain dagmagaa rahe ab aake mujhko thaam le aake mujhko thaam le machal rahi hai aarzu hai dil ko teri justju tu aa kisi bahaane itna na sata ki koi jaane o deewaane aaaa aa bhi ja ke ab
itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai meri khaamoshi sajna mera ikraar hai mera ikraar hai baalon main taak doon agar main dil ke phool ko kar dogi maaf kyaa tum meri is bhool ko teri har bhool se bhi tujhse bhi pyaar hai tere kadmon mein saiyaan mera sansaar hai mera sansaar hai itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai meri khaamoshi sajna mera ikraar hai mera ikraar hai jitnaa betaab hai dil utnaa majboor hai tum se mangaa hai tumko bolo manzoor hai de di hai umr tumko dil bhi tumko diyaa ab meraa apnaa kyaa hai kyaa doon tumko piyaa kyaa doon tumko piyaa itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai meri khaamoshi sajna mera ikraar hai mera ikraar hai
itne bade jahan mein ae dil tujhko tujhko akela chhodun kaise tujhko tu nadaan log begaane inn sang inn sang naata jodun kaise inn sang mat jaa re inn anjaani galiyon se hoo mat jaa re inn anjaani galiyon se bachiyo re dunniya waale chhaliyon se hmm tu ek jaan shikaari laakhon inn ka inn ka nishaana todun kaise inn ka matt lalchha gar kaaton mein phool bhi hai matt lalchha gar kaaton mein phool bhi hai puchh kisi se dil ka lagaana bhool bhi hai hmm dhal jaaye raat bikhar jaaye sapne phir se phir se innhen main jodun kaise phir se haaye na maana jaalim geir ka ho hi gaya ohhh haaye na maana jaalim geir ka ho hi gaya haar ke sab kuchh main hoon khadi dil kho hi gaya hmm jaata hai to jaa diwaane ab main ab main tera jee todun kaise ab main itne bade jahan mein ae dil tujhko tujhko akela chhodun kaise tujhko
dil bechain raha tum bin raatein guzaari maine taare gin gin dil bechain raha tum bin raatein guzaari maine taare gin gin itne din itne din itne din tum kahaan rahe dil bechain raha tum bin raatein guzaari maine taare gin gin itne din itne din itne din tum kahaan rahe bolo itne din tum kahaan rahe mujhko tumse hai ye gila na tum mile na chain mila mujhko tumse hai ye gila na tum mile na chain mila main na mili kuchh kaam raha lab pe tumhaara naam raha sach hai bahaana ye lekin haan itne din tum kahaan rahe bolo itne din tum kahaan rahe kya tum bhi majboor rahe isliye mujhse door rahe kya tum bhi majboor rahe isliye mujhse door rahe kal parson barsaat huyi isliye na mulaakaat huyi jaan udaas rahi tum bin itne din tum kahaan rahe haan itne din tum kahaan rahe chhodo shikwe pyaar karo baitho aankhen chaar karo chhodo shikwe pyaar karo baitho aankhen chaar karo aaj bhi waqt na kho jaaye bhool koi na ho jaaye main nadaan hoon tum kamsin ha itne din tum kahaan rahe bolo
itne kareeb aa ke bhi kya jaane kis liye itne kareeb aa ke bhi kya jaane kis liye kuchh ajnabee se aap hain kuchh ajnabee se hum kuchh ajnabee se aap hain wo ek baat jo thi fakat aapke liye wo ek baat jo thi fakat aapke liye wo ek baat keh na sake aap hi se hum wo ek baat keh na sake aap hi se hum kuchh ajnabee se aap hain aisi to koi qaid nahin dil ki baat par aisi to koi qaid nahin dil ki baat par aapas ki baat hai to daren kyun kisi se hum kuchh ajnabee se aap hain tum door ho to maut bhi aaye na humko raas tum door ho to maut bhi aaye na humko raas tum paas ho to jaan bhi de den khushi se hum kuchh ajnabee se aap hain maut ek beham aur haqeeqat hai zindagi ek doosre ko magenge is zindagi se hum ek doosre ko magenge is zindagi se hum ek doosre ko magenge
itni badi duniya jahaan itna bada mela magar main hahahaha kitna akela kitna akela itni badi duniya jahaan itna bada mela magar main hahahaha kitna akela kitna akela aye dil ghadi bhar to mil ke karen baatein aye dil ghadi bhar to mil ke karen baatein katati nahin aise tanha meri raatein sabko mila saathi jabhi aayi milan bela magar main hahahaha kitna akela kitna akela guzre dilon ka hai dhundhla nishan baaki guzre dilon ka hai dhundhla nishan baaki dil to bujha kabse ab hai dhuan baaki dukhte huye dil pe bhala kya kya nahin jhela magar main hahahaha kitna akela kitna akela itni badi duniya jahaan itna bada mela magar main kitna akela kitna akela
uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon ye dil ye wo dil jisko paala tha humne bade naaz se ye dil ye wo dil jisko paala tha humne bade naaz se uueeee koi to bataao koi samjhaao dil iss ko doon yaa uss ko doon uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon hai yahaan aaj to ek dhoom parwaanon mein phans gayi jaan meri beshumaar deewaanon mein hai yahaan aaj to ek dhoom parwaanon mein phans gayi jaan meri beshumaar deewaanon mein mushkil to ye hai kiss ki sunun apna yahaan pe kiss ko chunun mushkil to ye hai kiss ki sunun apna yahaan pe kiss ko chunun uueeeeee tann ke ye ujle mann ke hain kaale dil iss ko doon yaa uss ko doon uueeee itni badi mehfil aur ek dil kiss ko doon dil kiss ko doon jab mile ik nazar ik nazar pe bijli gire chal padun main jidhar mere saath duniyaa chale jab mile ik nazar ik nazar pe bijli gire chal padun main jidhar mere saath duniyaa
itni haseen itni jawaan raat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake hairaan hoon ki aaj nayi baat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare
hmmm hmmm hmmm haa haa haaa aa haa haa aaa itni jaldi na karo raat ka dil tootega aap jaayenge to zajbaat ka dil tootega itni jaldi na karo raat ka dil tootega aap jaayenge to zajbaat ka dil tootega itni jaldi na karo aa ha o hoo aa haa haa haa haa haa aa haa aa haa dil tootega saari raat na jaage to jawaani kya subha tak na chale to kahaani kya zulf jo humne banayi thi wo bikhri bhi nahin rang pe aa ke ye mehfil abhi nikhri bhi nahin zulf jo humne banayi thi wo bikhri bhi nahin rang pe aa ke ye mehfil abhi nikhri bhi nahin shamma ka saaj ka nagma ka dil tootega haaye itni jaldi na karo raat ka dil tootega aap jaayenge to zajbaat ka dil tootega haaye itni jaldi na karo hmm hmm hmm hmm la ra la la la ra la ra laa dil tootega hmmm kam se kam pyaar ka ilzaam to lete jaayen aaj ki raat ka inaam to lete jaayen kam se kam pyaar ka ilzaam to lete jaayen aaj ki raat ka inaam to lete jaayen chal diye aap to har baat ka dil tootega haaye itni jaldi na karo raat ka dil
itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano had ke andar ho nazakat to adaa hoti hai had se badh jaaye to aap apni sazaa hoti hai itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse zindgaani ka kada bojh sahogi kaise tum jo halki si hawaaon mein lachak jaati ho tej jhonkon ke tapedon mein rahogi kaise itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi raah chalni hai to kaanton pe bhi chalna hoga ye naya daur hai iss daur mein jeene ke liye husn ko husn ka andaaz badlna hoga itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye jo bhi dekhega wo katra ke guzar jaayega hum agar waqt ke humraah na chalne paaye waqt hum dono ko thukraa ke guzar jaayega itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano
itni shakti humein denaa daataa mann ka vishwaas kamzor ho naa itni shakti humein denaa daataa mann ka vishwaas kamzor ho naa hum chalein nek raste pe hum se bhool kar bhi koi bhool ho naa itni shakti humein denaa daataa mann ka vishwaas kamzor ho naa hum chalein nek raste pe hum se bhool kar bhi koi bhool ho naa itni shakti humein denaa daataa mann ka vishwaas kamzor ho naa har taraf julm hai bebasi hai sahmaa sahmaa sa har aadami hai paap ka bojh badhtaa hi jaaye jaane kaise ye dharti thami hai bojh mamtaa se tu ye uthaa le teri rachnaa ka hi ant ho naa hum chalein nek raste pe hum se bhool kar bhi koi bhool ho naa itni shakti humein denaa daataa mann ka vishwaas kamzor ho naa hum andhere mein hain roshni de kho na de khud ko hi dushmani se hum sazaa paaye apne kiye ki maut bhi ho to seh le khushi se kal jo gujraa hai phir se na gujre aane wala wo kal aisa ho na hum chalein nek raste pe hum se bhool kar bhi koi bhool ho naa itni shakti humein denaa daataa mann ka
itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas jao dil mera lete hi akad gaye kyun ji bas haan ji bas itni si baat pe bigad gaye kal ki hai baat kuchh yaad hai tumhen kaho to zara aadhi aadhi raat sapnon mein aake diya tha jaga khake kasmein karke bas mein hoooo aag laga di meri nas nas mein jao itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas wah wah dil mera lete hi akad gaye nazron mein aapko basaaya humne dil bhi diya ho gaya kasoor ye huzoor humse karen ab kya ke tumpe marke ulfat karke ho ho rog lagaaye hain umar bhar ke jao itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas waah dil mera lete hi akad gaye rakhiye sambhaal ke saugaat dil ki aisa hi sahi samjhenge toot gayi baat dil ki aisa hi sahi bas namaste ji namaste ho ho ho aapke dil mein hum nahin baste jao itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas waah dil mera lete hi akad gaye kyun ji bas haan ji bas itni si baat pe bigad gaye
kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahin jo badal sakta hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahin jo badal sakta hai ye ye kachcha nahi kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai door ki cheez hi kyun lagi hai haseen door ki cheez hi kyun lagi hai haseen paas ki cheez kaa kyun nahin hai yakeen dil ne kaha sabse magar insaan kyun dil ki sunta nahin kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi its magic its magic its magic its magic aayie dekhiye dekh ke sochiyee aayie dekhiye dekh ke sochiyee soch ke phir meri baat ko toliye chhota hai jo chhota nahin uss mein bhi koi badi baat hai ye kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahin jo badal sakta hai ye ye kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin
dil hai mera deewana kya kehta hai ab ghabraana kya taal pe jab jhoome badan hichkichana sharmaana kya khul ke jhoomon khul ke gaaon aao aao ye khul ke kaho its the time to disco kaun mile dekho kisko dil hai mera deewana kya kehta hai ab ghabraana kya taal pe jab jhoome badan hichkichana sharmaana kya khul ke jhoomon khul ke gaaon aao aao ye khul ke kaho its the time to disco its the time to disco kaun mile dekho kisko its the time to disco har adaa hai badan aisi jo taal hai saanson mein chalti hai aandhiyaan behkaata hai ye mann ab to ye haal hai masti mein khoye hain hum yahaan tum bhi kho ke mast hoke koi toke to khul ke kaho its the time to disco its the time to disco keh do milon jis jis ko its the time to disco josh mein naachati rangeen shaam hai bin piye jhoomta hai samaa hosh ka ab yahaan bolo kya kaam hai tej hai dhadkane dil jawaan yunhi rehna thik hai na aur hai kehna to khul ke kaho its the time to disco its the time to disco samjho zara tum issko
socho na dekho to dekho na kya hua ittefaaq se lamhe jo hote hain milte hain phir yahaan ittefaaq se raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho na kya hua ittefaaq se lamhe jo hote hain milte hain phir yahaan ittefaaq se aaghaaz yeh hai toh anjaam hoga haseen deewane parwaane marne se darte nahin milti nahin raatein haseen ittefaaq se raat baaki baat baaki hona hai jo ho jaane do socho na dekho to dekho na kya hua ittefaaq se lamhe jo hote hain milte hain phir yahaan ittefaaq se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Itar Ke Ghar Mein Teetar Bahurani (1963) 03:00 40054
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 03:00   Song Number : 40054   

Itna Hai Tumse Pyaar Suraj (1966) 04:43 14304
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:43   Song Number : 14304   

Itna Husn Pe Huzoor Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 02:57 13759
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Tuntun (Uma Devi)
Duration : 02:57   Song Number : 13759   

Itna Na Mujhse Chhaya (1961) 03:53 20596
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 03:53   Song Number : 20596   

Itna Na Mujhse (Male) Chhaya (1961) 03:42 38735
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:42   Song Number : 38735   

Itna Na Sata Ke Koi Jaane O Deewaane Bindiya (1960) 03:18 39628
 
Poster of Bindiya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:18   Song Number : 39628   

Itna To Kah Do Humse Saheli (1965) 03:20 14114
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Kalpana, Pradeep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 14114   

Itne Bade Jahan Mein Kathputli (1957) 06:20 13533
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 06:20   Song Number : 13533   

Itne Din Tum Kahan Rahe Haar Jeet (1972) 04:48 12201
 
Poster of Haar Jeet (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Anil Dhawan
Duration : 04:48   Song Number : 12201   

Itne Kareeb Aa Ke Bhi Shagoon (1964) 03:22 37581
 
Poster of Shagoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam
Duration : 03:22   Song Number : 37581   

Itni Badi Duniya Jahaan Itna Bada Mela Toofan Mein Pyaar Kahan (1966) 03:55 37176
 
Poster of Toofan Mein Pyaar Kahan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:55   Song Number : 37176   

Itni Badi Mehfil Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:48 13088
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:48   Song Number : 13088   

Itni Haseen Itni Jawaan Aaj Aur Kal (1963) 03:36 12555
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:36   Song Number : 12555   

Itni Jaldi Na Karo Aadmi Aur Insaan (1969) 04:22 20598
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:22   Song Number : 20598   

Itni Nazuk Na Bano Vaasna (1968) 04:57 14390
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:57   Song Number : 14390   

Itni Shakti Humein Denaa Daataa (Male) Ankush (1986) 05:33 31517
 
Poster of Ankush (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Abhilash
Music Director- 
Nana Palsikar
Singer- 
Jasvinder Singh
On Screen Actors- 
Alok Nath
Duration : 05:33   Song Number : 31517   

Itni Si Baat Pe Bigad Gaye Maine Jeena Seekh Liya (1959) 03:31 40721
 
Poster of Maine Jeena Seekh Liya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:31   Song Number : 40721   

It's Magic Koi Mil Gaya (2003) 05:48 11956
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Taj
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:48   Song Number : 11956   

Its The Time To Disco Kal Ho Naa Ho (2003) 05:05 16837
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Duration : 05:05   Song Number : 16837   

Ittefaq Se (Raat Baaki) Ittefaq (2017) 03:24 40275
 
Poster of Ittefaq (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Tanishk Bagchi
Music Director- 
Tanishk Bagchi
On Screen Actors- 
Sidharth Malhotra, Sonakshi Sinha
Duration : 03:24   Song Number : 40275